Original price was: ₨ 4,999.₨ 3,499Current price is: ₨ 3,499.
Apna Naam Likhwao! Viral Custom Name Quencher H2.0 Tumbler 40oz 1200ML – Apka naam laser se engrave hoga jo kabhi nahi mitega. 12H Garam / 12H Thanda – FREE Delivery – Sahil Store
*SAHIL STORE – Custom Name Quencher H2.0 Tumbler 40oz*
*Apne Naam Wala Stanley Cup Ab Pakistan Me!*
Ab apne Quencher par apna naam likhwao – Permanent Laser Engraving jo kabhi nahi mitegi! Gift ke liye best hai.
*KEY FEATURES:*
– *✨ FREE Custom Name Engraving:* Apna koi bhi naam likhwao – Sahil, Ayesha, Fatima – Laser engraving permanent hai, paani se nahi mitegi
– *40oz Large Capacity 1200ML:* Ek bar pani bharo, sara din chale – Bara size, office, gym, car ke liye best
– *Stainless Steel Keeps Hot Cold 12H:* Double wall insulated – Chai 12 ghante garam, paani 12 ghante thanda, baraf bhi nahi pighalti
– *Leak Proof Lid with Straw:* Lock lid + straw, bag me girne ka dar nahi, bacho ke liye safe
– *Comfort Handle Easy Carry:* Bara handle, asani se pakdo, kahin bhi le jao
– *Perfect for Car Cup Holder:* Neeche se patla design, car ke holder me perfect fit
– *5 Trending Colors:* Pink, Light Blue, White, Black, Green – Sab available
*HOW TO ORDER CUSTOM NAME:*
Order karte waqt “Custom Name” box me apna naam likh do. Hum wahi naam engrave karke bhej denge. 2 din me ready hoga.
*WHAT’S INCLUDED:*
1x Quencher Tumbler 40oz With Your Custom Name Engraved, 1x Lid, 1x Straw